Ramadan ul-Mubarak mein jahan humein be-shumar ni'matein mesar aayi hain unhi mein Taraweeh ki sunnat bhi shamil hai. Taraweeh ki fazilat se mutaliq farman-e-Mustafa Jo imaan aur talab-e-thawab ke sabab se Ramadan mein qiyaam kare, uske aglay pichlay gunaah (yaani sagheera gunaah) bakhsh diye jayenge. https://www.dawateislami.net/bookslibrary/ur/tarawih-k-fazail-o-masail/